Skip to content
GharPost
SpinSpin & winSign in

Customer · GharPost

Flat chahiye? Rent search in the Tricity

Agar aapko flat chahiye — family, bachelor, ya PG — GharPost pe city choose karke list dekho. Har card pe monthly kiraya, deposit, aur BHK clear hai. Map pe society pin karke nearby homes bhi milte hain. Listing free hai launch ke dauran.

Cities

Questions

Flat chahiye Mohali mein — kahan se shuru karu?

Flats for rent board kholo, city Mohali select karo, ya /rent/mohali pe jao. Phir price aur BHK se filter karo.

Zirakpur / Peer Muchalla ke flats kahan?

Rent board pe Zirakpur ya Peer Muchalla choose karo. High-rise aur society flats dono dikhte hain.

+